Yaado Kay Kuch baav anokhay...
Yaado Kay kayee roop aanuthay...
Yaado Kay Kuch pal chin say hotay
Yaado kay Kuch pal Kuch shan say hain hotay...
Kuch yaadein hriday may, dhadkan may..hote
Kuch yaadein palko may chupee...aakhiyan ka moti
Kuch yaadein maan ko rulati..
Kuch yaadein gehray zakhmo ko sehlate...
Kuch yaadein jeevan ka ne'er
Kuch yaadein maan kee katu peer...
Kuch yaadein dhrid (strong) hain banate...
Kuch yaadein maan ko u hee peeghlatee...
Kuch yaadein jeevan may hotee...
Kuch yaado may jeevan hain hota..
Yaadein bada he anmol naayab sa moti...
Jo isay paa jaata.. Parakh usee ko hote..
Yaadein badi anmol hain hotee...
Chupee... Saaso may.... Dhadkan may.. Aankho may hoteeee
Yaadein.... Yaadein....
No comments:
Post a Comment