Bikhar rahi thee meri zindagee, samaytee hain mushkeelo say un se kehna....
Kabhi miley agar vo raah chaltay to yahi baat us se kehna....
Who sath thay to zamana tha hamsafar mera
Main Karva may hu paar koi nahin merey sath unsay kehna....
Unsay kehna k bin un kee, un kee yaado say baatay hazaar kartay hain....
Palkay khulee rehtee hain raat din intezaar may unsay kehna.......
Unko pukaaru na pukaaru pasho pash may hu ya khud hi pohanch jaoon us k pas...
Un ke rusvaee ka hain daar, nahin rahey VO hallat unsay kehna
Agar who phir b na lotey to aey meherban dost......
Un kay paak rooh ke ka eak ehssas, oor vo dilkash nazar ke zhalak day day meri zindgi ke khateer unsay kehna.....
Jism paar to haq nahee hain meray.... Rooh un kay naam ke...un say kehna....
Zindagee ke har jeet us kay naam ker rahe hoon main, mantee hoon apni haar unsay kehna…
Friday, 20 January 2012
Saturday, 14 January 2012
Kyo Hain...????
Kabhi saath chale nahin vo do kadam bhee...
Paar her kadam paar uskee kadmo kee aahat see kyo hain..
Saas bhar bhee to vo meray saath na raha.....
lekin uske khushboo meray saath aaj bhee kyo hain....
Uski zaroorath nahin hai zindagee jee nay Kay leeya...
lekin uske bina zindagi may kooch kaame see kyo hain....
Massroof hain vo aap ne jindagee may meri hee tarah....
Mujhay pheer bhee uskay aanay ka intezar kyo hain....
Bhool chuka hain vo daastany muhabbat kal kee tarah...
Uskee "BA WAFEE" pay is kaadar kyo bharosa mujhay aaj bhee hain.....
Aankho say aansun kataee nahin bahaathe hain uskee yaad may....
lekin uski yadonme dil ke palko paar namee kyo hain......
Kya karun main vo mera ateet hain aaj nahee hain...
Uskay aaj may meray honay ka yeh ehsaas mujhe kyo hain...
Usay yaad bhee na hoge shakal meray pyaar kee...
Kabar may hain paday..haat neekaly kay uska intezaar aaj bhe kyo hain..!!!!
***This was written way back in 2003

Monday, 9 January 2012
Leekh Dee.....
Khuda nay eak din na janay kaisay maan say meri takdeer leekh dee....
Khushee kee jagah tum say milna... Gam may tum say judai leekh dee...
Na jaanay koon say manzar may leekhe kismat... Aasu ke jagah kheel kheelate hasee leekh dee...
Aankho kee chamak "U" dee us khuda nay.. Kee ratoo ko bhe chamaknay kee saza leekh dee....
Zamanay say tang aa kar Kaghaz pe hum ne zindagi leekh dee...
Dil Kay ashkoo se seench kar apni har gamo ke taberr leekh dee...
Jeendagee ka dard jab hum nay lafzon may baya karanay ke gusthakee kar dee...
Zamanay ny kaha WAH kaya ghazal leekh dee....

Wednesday, 4 January 2012
Dekho....!!!!
Bawafa ho kar bhee mujhay baywafa hota Dekho..
Tumharee khamosh yaado say baatay hazar karta Dekho...
Goom see huvee tumharee yaad say mujhay galay milta to Dekho..
Aao kisi Shab mujhay toot Ke beekharta sa Dekho...
Meri raago may zehar judaai Ka utarta Dekho...
Aao kabhi saada muskuratee "mujhay" Sajdon Mai Sisakta Dekho..

Subscribe to:
Comments (Atom)