Wednesday, 4 January 2012

Dekho....!!!!

Bawafa ho kar bhee mujhay baywafa hota Dekho..

Tumharee khamosh yaado say baatay hazar karta Dekho...

Goom see huvee tumharee yaad say mujhay galay milta to Dekho..

Aao kisi Shab mujhay toot Ke beekharta sa  Dekho...

Meri raago may zehar judaai Ka utarta Dekho...

Aao kabhi saada muskuratee "mujhay" Sajdon Mai Sisakta Dekho..

No comments:

Post a Comment