Kabhi saath chale nahin vo do kadam bhee...
Paar her kadam paar uskee kadmo kee aahat see kyo hain..
Saas bhar bhee to vo meray saath na raha.....
lekin uske khushboo meray saath aaj bhee kyo hain....
Uski zaroorath nahin hai zindagee jee nay Kay leeya...
lekin uske bina zindagi may kooch kaame see kyo hain....
Massroof hain vo aap ne jindagee may meri hee tarah....
Mujhay pheer bhee uskay aanay ka intezar kyo hain....
Bhool chuka hain vo daastany muhabbat kal kee tarah...
Uskee "BA WAFEE" pay is kaadar kyo bharosa mujhay aaj bhee hain.....
Aankho say aansun kataee nahin bahaathe hain uskee yaad may....
lekin uski yadonme dil ke palko paar namee kyo hain......
Kya karun main vo mera ateet hain aaj nahee hain...
Uskay aaj may meray honay ka yeh ehsaas mujhe kyo hain...
Usay yaad bhee na hoge shakal meray pyaar kee...
Kabar may hain paday..haat neekaly kay uska intezaar aaj bhe kyo hain..!!!!
***This was written way back in 2003
No comments:
Post a Comment