Aap kaya hain yeh aap nahee jantay.....
U hee hum aap ko is shiddat say nahee maantay.
Aap say mil kar zindagee kay maynay badal Gaye hain...
Aap say milnay Kay baad hum maano murjhayea thay khil say gaye hain....
Pyaar kis cheez ka naam hain yeh aap say hain jaana....
khud ko katl kar ooro ko khush rakh kar muskurana yeh aap say hain jaana.....
Jarhay naseebe is na cheez kee Jo aap nay humay aapne paak mohabbat Kay Kabil paaya...
Aap ke aagosh may aa kar chand lamho may soo (100) janmo ka pyaar oo suku humnay paaya...
No comments:
Post a Comment