Monday, 28 November 2011

Tum Bin :-)

Baday aachay lagtay hain,yeh nadeyaa... Yeh raina... Oor tum...
Shaam say thay kooch baadal chayea... Humaree yadoo may thay tum....

Baadal barsay... Zhoom Kay barsay... Hum u he tarsay.. Bin tum...
Barish ka panee...panee kee boonday... Kaha kho gayea.. Thay tum...

Purva chalay to... Aanchal uday Jo...aaisay may kaha thay Tum gum...
Chandanee raato.. May chanda.. Jo dekhay... Lagay jaisay deakho muzay tum

Raatay guzaru... Khud ko neeharu...khud ethalau..kaha ho aaisay may tum
Subah savaray....Suraj neekalay... Nazray jisay khojay.. Vo ho tum..

Din ko may deakhu... Sapnay.. Jiskay vo ho tum...
Aao gay nahee tum.. Pheer bhee jiskee raah neeharu vo ho tum..

Aa bhee jaoo.. Meet meray... Aaa jao aab tum..
Khoo na jau mai kahee..rooth kar.. Khooj na pao gay tum..,

No comments:

Post a Comment