Monday, 21 November 2011

Teri Aagosh May.....!!!!

Zamanay kee pasho pash nay bahoot paresha keeya hain.

Tu maanay ya na maanay, tery aagosh may is sukun paaya hain.

Mohabbat Kay leya zaruree nahe ke jism saath ho.

Pyaar Kay leya zaruree nahee din raat ho.

Jism oor dil aab oor kisee ka hain yeh maana...

Paar dil Kay kisee konay may tu chupa hain yeh hain mainay jaana...

Yeh maan ke zindagee may meray koi kamee nahee aaj bhee..

Paar teray pyaar ke kooch pal meray sirhanay rakhee hain aaj bhe....

No comments:

Post a Comment