Saturday, 26 November 2011

Barish...!!!!!

Ye Barishen Dil ko Udas kaar rahee Hain
Beetay Lamhon Ki Khushgawar yaaday bekarar kar rahee hain
Rim Jhim barsay badal raat oor din
Yaad aai teri Sath Guzre Wo palchin
Wo Barish Ki boondo say mera bheega sa Aanchal
Wo Teri gahree aanko may shararat rahee thee machal
Wo badal ka garaj na, garaj Kay barasna.
Wo mera ghabran, tuz may samana.
Wo nazroo ka milna, mil Kay sharmana
Wo Chanchal Sa mizzaj Or Shokh see baatay
Wo dhadkano ka badhna, wo labo ha seeharna
Sb Yaad aa rahee hain.
Ye Badlon Ki Ghata Or Udas aankhen chalak Pari hain, Baras Rhi hain.
In Barishon Se Keh Do K ruk na paye jab Tk Ye Ashk Sare
Teri Yadon Me Beh Na jayea....

No comments:

Post a Comment