Naino me base hain zara dhyan rakhna,
Apna rishta yuhi aabad rakhna,
Mujhe to aadat hai yaad karne kee,
Hichkiya aatee rahay to maaf karna….
Bhool saktee hai ek pal saans lena,
Gee sakte hain Dil ki dhadkan Kay bina,
Par yeh gustakhi nahi kar sakte kee,
Hum jiye aur zindagi kate apki yaado kay bina…
Kya pata kyo aadat hai unki yaad aane ki,
In aankho ko unki jhalak paanay ki,
Humari to tamanna hai unko pane ki,
Par shayad unko aadat hai hume tadpane ki…
No comments:
Post a Comment