Gamoo Kay andharay nay kooch u ghera,
Yaad na aai koi subah jismay tha roshinee ka dayra....
Gam say he dostie, un hee say dushmanee,
Gamoo say muhabbat, un hee say baywafayee...
Sabhee nay aapnay leeya mangee Khushie,
Humnay aapna daaman teray gamoo say bhara hain khushie khushie...
Kayee khushieyo ko bhee khushie say kabool na payea,
Humnay zindagee Kay hazaro rang is bayrang gam may payea....
Gam bhee beechara jayea to kaha jayea....
Hum duva karay kee sab ka gam hum aapne duvaoo may paa jayea....
Gam bhee beechara aab vajah khoojta nazar aai,
Kee kab hum gam may bhee khusheiya khojnay say baaz aai....
No comments:
Post a Comment