"Is tarah se to na dekho mere is haste hue chehre ko,
In hoto kee muskan Kay peechay raaz bahut gehray hain...
Sabko lagta hain ye kitnee aasani se paya hai manzil ko,
Is manzil kay rasto mai jane kya kya khoya bahoot kooch hain batlay nay ko,
In aankho kee chamak paay hotay sab kooch neesar karnay ko..
Kaisay. batau...kitnay din hum tanha that akalay ronay ko..
Dikhti hai ab har taraf yaha roshnee mai jo hu ujala beekhar nay ko,
Janay kitni baar jale hath mere yaha bus ek deeya jalane ko….
Hotee hain khushiya.. Jagah ho jaha kadam meray rakhnay ko...
Dagmagay thay kadam bhee kabhee meray, tanha thay koe na tha saharay ko..
No comments:
Post a Comment